Cell Phones Logo

Related Topics:

Anonymous Posted on Sep 29, 2011

Mera mobile hai nokia c201 usme maine facebook chat pro naam ka software download kiya net se but wo kaam nahi kar rha hai

1 Answer

Anonymous

Level 2:

An expert who has achieved level 2 by getting 100 points

MVP:

An expert that got 5 achievements.

Governor:

An expert whose answer got voted for 20 times.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

  • Expert 37 Answers
  • Posted on Sep 29, 2011
Anonymous
Expert
Level 2:

An expert who has achieved level 2 by getting 100 points

MVP:

An expert that got 5 achievements.

Governor:

An expert whose answer got voted for 20 times.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

Joined: Sep 29, 2011
Answers
37
Questions
0
Helped
12920
Points
141

For this problem contact the mobile service provider......

Add Your Answer

×

Uploading: 0%

my-video-file.mp4

Complete. Click "Add" to insert your video. Add

×

Loading...
Loading...

Related Questions:

0helpful
1answer

Tower fan not bliwing much air

Dosto bahut lago ke pass ghar pe Computer/Laptop to hota hai par internet connection nehi hota hai. Aise me agar aapke paas Nokia mobile phone hai to aap asani se internet connection computer me kar sakte hai. Aapke sim me internet pack activate karke, computer me connect karke internet kar sakte hai.
IN CHEEZO KA HONA JARURI HAI NOKIA MOBILE PHONE KO COMPUTER ME CONNECT KARKE INTERNET CONNECTION KE LIYE:
1. Ek Nokia Multimedia mobile phone (EDGE/GPRS/2G/3G support).
2. Ek USB Data cable. (Computer se connect ke liye).
3. Nokia PC Suite ya Nokia Ovi Suite.
Aapka phone kaun sa Suite support karta hai janne ke liye apne mobile phone pe check kiya ja sakta hai, Janne ke liye apne mobile ka settings>connectivity>USB data cable check kare. Apke mobile phone pe PC Suite dikha raha he to apko PC Suite software chahiye aur agar apke mobile pe Ovi Suite dikha raha hai to aapko Ovi Suite software chahiye.
SOFTWARE KAHAN SE PRAPT KARE:
Software disc se bhi prapt kar sakte hai nehi to kisi friends ke internet se ya cyber cafe se bhi download kar sakte hai. 2,3 sites me bata raha hoon jaise filehippo,cnet,microsoft etc se aap download kar sakte hai.
KAISE NOKIA MOBILE PHONE COMPUTER SE CONNECT KARKE COMPUTER ME INTERNET CONNECTION KARE:
Dosto me aapko step by step bataunga kaise Nokia phone Computer se connect karke Internet connection kar sakte hai.
STEP-1
Software prapt karne ke baad, software pe double click karke aur install kare niche image ke mutabik. Me Nokia Ovi suite install karke dikha raha hoon.
STEP-2
Nokia Ovi Suite install ho gaya. Apne desktop se Nokia Ovi suite open kare aur apna Nokia mobile USB duara Computer me connect kare. Niche image ke mutabik connect kare.
STEP-3
Left side upar tool option hai click kare aur connect to internet pe click kare. Niche image ke mutabik connect kare.
Ye dekhe internet connected hogaya hai. Ab browser open kare aur search kare. Asha karta hoon aapko mera ye post pasand aya hoga. Agar kahi pe bhi samajne me dikkat aye to ya koi bhi sawal ho to jarur comment kariyega dhanyawaad.
0helpful
2answers

Serious problem he peleas reply karna........ My samsung mobile locked. Mene apna pattarn screenlock dala tha but wo kisi ne usse 10 times galat khola aur wo ab mera ussme username aur password bhi galt...

natasha aap kripya kar ke koi dukaan wale ke wahan jaaye. ya toe apne phone ka menu button 10 second tak daba ke rakhe shayad jyada 20second ke upar aur fir aapko phone reset kar ne ka option milega jis se aap phone reset kar sakti hai. aur aapka phone bilkul naye phone ki tarah chal ne lage ga. aasha karta hu ye aapke kaam aayega :)
May 19, 2013 • Cell Phones
1helpful
1answer

Mere b5722 me pura video nhi chlta

Hi Malviya,

Pura video shayad aapne download nahi kiya hoga. Aap ek clip apne PC se download kijiye and check kijiye ki wo puri tarah se chal rahi hai ya nahi.
Aap ne jo clip apne cell main download ki hai usko PC par chala k check kijiye. Agar wo clip puri tarah se chal rahi hai, to shayad aapko apne phone ki settings check karni hogi.

Upar k steps kar k dekhiye aur hume batayiye agar video chal raha hai pura.

Thanks,

Richee (Mumbai)
1helpful
2answers
1helpful
1answer

My mobile N70M problem music and vedio song not play

I'll answer your question in both English and Urdu/ Hindi

You must have setup your Pc Suite to copy all media files on PC and erase then off the phone , turn it off to retain the media files.

In Urdu / Hindi
aap ne apna pc ka PcSuite sare tasweer aur medai format karne par set kia hua hai jab wo sab kuch hard disk par copy karlets hai , us ko off kar leen . aga aap ko yeh solution kaam aaye to mujhe vota kreen

If you like the solution do vote for me
3helpful
3answers

Pc se msg send nahi hota hai

nokia c2-03 ka restore code kiya hata hai.
Not finding what you are looking for?

94 views

Ask a Question

Usually answered in minutes!

Top Cell Phones Experts

Brad Brown

Level 3 Expert

19187 Answers

ADMIN Andrew
ADMIN Andrew

Level 3 Expert

66827 Answers

john h

Level 3 Expert

29494 Answers

Are you a Cell Phone Expert? Answer questions, earn points and help others

Answer questions

Manuals & User Guides

Loading...