Computers & Internet Logo

Related Topics:

Posted on Oct 17, 2010

Ek dada,ek baap,ek pota,tino ka age 140 years.pota jitne month ka dada utne saal ka,pota jitne din ka baap utne week ka,tino ka age kya hoga?

1 Answer

Anonymous

Level 1:

An expert who has achieved level 1.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

Corporal:

An expert that has over 10 points.

Mayor:

An expert whose answer got voted for 2 times.

  • Contributor 1 Answer
  • Posted on Mar 19, 2011
Anonymous
Contributor
Level 1:

An expert who has achieved level 1.

New Friend:

An expert that has 1 follower.

Corporal:

An expert that has over 10 points.

Mayor:

An expert whose answer got voted for 2 times.

Joined: Mar 19, 2011
Answers
1
Questions
0
Helped
1636
Points
14

Dada 84 yrs
beta 49 yrs
pota 7 yrs

3 Related Answers

Anonymous

  • 624 Answers
  • Posted on Dec 18, 2010

SOURCE: ek dada,ek baap,ek pota,tino ka

Hahahaha, Aaala! Kafi sochna para, is tarha ho ga mere khyaal se;
140 Saal teenoN ki mila k banti hay;

Pota: 7Years
Baap: 49Years
Dada: 84Years

7+49+84 = 140 (Theek)

Pota kitnay Month ka = 7 x 12 = 84 => Dada ki umer in years (Theek)

Pota kitnay Din ka = 7 x 365 = 2555din => Baap ki umer in weeks [ (49x365) / 7 ] = 2555 (Ye be Theek)

Concerned, Nooh bin Sikander

Anonymous

  • 1 Answer
  • Posted on Dec 08, 2010

SOURCE: ek dada,ek baap,ek pota,tino ka

pota is 7 yrs , baap is 49 yrs & dada is 84 yrs---Romil Gopani

Anonymous

  • 1 Answer
  • Posted on Jan 12, 2011

SOURCE: ek dada,ek baap,ek pota,tino ka

pota=7
baap=49
dada=84
7+49+84=140

pota jitne mahine ka=7*12=84(dada utne sal ka)
pota kitnee din ka=7*365=2555din
baap ki umar in days (49*365/7)=2555din
ok

Add Your Answer

×

Uploading: 0%

my-video-file.mp4

Complete. Click "Add" to insert your video. Add

×

Loading...
Loading...

Related Questions:

0helpful
1answer

My ex said “be careful she might fall in love with you” what should I do plz help

Ek Computer me Dual/multi windows kaise install kare?
Naskar Dosto, Aapne kabhi yeh to socha hi hoga ki kya hum apne computer me 2 ya 2 se jyada windows ek sath chala sakte hai kya vo bhi ek hi computer me to aap sahi soch rahe hai balki aap ek computer me 2 kya 2 se jyada windows bhi install kar sakte hai yani ke ek sath apne computer windows 7 aur windows 8 ek sath install kar sakte hai aur unhe use kar sakte hai. Jis tarah Sabhi logo ki pasand Ek na ho kar alag-alag hoti hai oosi tarah user ka Windows version ko lekar bhi sabhi ki choice different hoti hai.
Aaj hum janenege ki apne computer me Ek sath two windows kaise use kare ya phir esa kahe ki Ek computer me windows8 O.S. aur windows10 O.S. dono ek sath me kaise install kare English me iseDual Windows bootkahte hai. Aapne abhi tak ek computer me ek windows to chala hi hoga par kya kabhi Aapne ek sath me ek computer me 2 O.S. ek sath chalaya hai aur kya aap janna chahte hai yeh kaise karte hai to yeh post padhte rahiye hum mai es post me bataunge ki kaise apne computer mewindows7 and windows 8 ek sath installed rakheaur use kare par ek computer me 2 ya 2+ se jyada windows install karne ke pahle kuch chije bata dena chahunga jise aap dhayan se padh aur samajh lijiye.
2 Windows (Multi windows boot) install karne ke pahle kuch jaruri baate
Dosto computer 2 windows ek sath chalane ke liye compute 2 se jyad Local Drive partation hona chahiye yani ki hdd to ek hi par uske internal partition jyada hona chahiye aur sabhi ki size 10Gb se jyda hona chahiye kyonki Local drive C me to main windows rahega aur baki bache two drive jisme se ek drive me new windows install kiya jayega aur 3 rd drive me data backup ya save karne ke liye alag se drive hona chahiye agar computer me extra drive na ho to comuter me new drive partition kaise banaye padhe. Aap computer me jitne windows install karna chahte hai utne new drive partition create kare aur ek drive data bachup ke liye jarur rakhe.
*. Computer Antivirus kaise install kare
*. Android app kaise chalayae
*. new drive partition kaise banaye
Windows installkarne ke pahle yeh jarur pata kar lijiye ki jo dusri ya new windows aap computer me install karne ja rahe ho oose apka computer system support karta ho aur sath hi computer Ram and processor windows ke compatible ho jisse oose operate karne me koi problem na aaye kyonki windows ka installation to kisi bhi tarah ho jata hai par baad me oose load hone me dikkata aati hai jisse na to aap oose use kar payenge aur apna time waste karenge.
Multi Windows install karne ke pahle apne computer data, file and folder ka backup jarur bana lijiye.
Jis kisi bhi Windows ko install karna chahte hai uske windows insallation ki disk ya bootable pandrive hona jaruri hai agar aap windows 10 install karna chahte hai to uski aur windows 7 install karna chahte hai to uski alga se disk hona chahiye.
Computer me 2 windows ek sath kaise install kare ya Computer me windows 7 and windows 8 ek sath kaise install kare?
Step1:CD-Dvd drive me windows installation disk lagaye aur phirF12press kar boot settings me jaye aurFirst drive me Cd-dvdselect kare aur F10 press kar oose save kar dijiye phir computer/laptop restart hoga tab Press any key line ka wait kare aur jese hi yeh line dikhe Enter ya koi ek key dabye aur windows setup me enter kare.
Step2:Setup start hote hi aapkolanguage selectkarna padega tab language select kare aur next par click kare.
Step3:Language select karne ke baadInstall nowpar ko select kare.
*. Whatsapp web kaise chalaye
*. Video convert kasie kare
Step4:ab aapko apne system ke processor, Ram ke hisab se 32/64 Bit select karna hai short me kahe to agar aapke system me 1 Gb-2Gb Ram hai to 32 bit and 2 Gb se jyada hai to 64 bit select kare aur next kare phirlicense agreement acceptkare.
Step5:Ab aapko two option show honge tab customize select kare aur next kare, Yaha dhyan dijiye Which drive to format me Aapko yaha Local drive C ko chhod kar dusra drive (D, E) select karna hai aur dhyan rahe ki aapko vo drive galti se bhi na select kare jisme aapne backup rakha ho en dono drive ke atirikt koi sa bhi drive select kare phirpahle formatandnextkare.
Step6:ab new windows installation ki process start ho gayi hai ab kuch hi der me aapke system me new windows install ho jayega oose setup kare.
Ab aapke computer system me 2 windows install ho chuki hai ab jab kabhi bhi computer on hoga to puchega ki which windows version you want to operate tab vo windows select kare jise aap use karna chahte hai.
2 windows me se kisi ek windows ko Default kaise set kare?
Vese to jab hum system on karte hai tab 2 windows me se jo windows use karna chahte hai vo select kar lete hai par agar hum chahe ki hume only windows 7/8 hi boot karna hai to hum esa bhi kar sakte hai iske liye aapko configuration me kuch changes karna padega.
Step1:Ise karne ke liye windows key +R press kare usmemsconfigtype kare.
Step2:msconfig command sesystem configurationopen ho jayega usem Boot vali tab me jaaye tab aapke computer me jitni windows install hai uski list show hogi tab yaha par vah windowsOS selectkare jise aap fix karna chahte hai aur phirset as default presskar dijiye.
Multi windows delete/Uninstall kaise kare?
Multi windows me se kisi ek windows ko uninstall/delete karna bahut hi aasan hi iske liye windows installation ki 4 steps tak esa hi karna hai aur phir 5 step me aapko vo drive select karna hai jis me windows install hai aur jise aap uninstall karna chahte hai phir format par click kare aur setup exit kar dijiye. Ab computer me only ek windows rah jayegi jise aap rakhna chahte hai ab vahi windows OS hi load hoga.
May 02, 2018 • Cameras
30helpful
5answers

Ek dada,ek baap,ek pota,tino ka age 140 years.pota jitne month ka dada utne saal ka,pota jitne din ka baap utne week ka,tino ka age kya hoga?

Hahahaha, Aaala! Kafi sochna para, is tarha ho ga mere khyaal se;
140 Saal teenoN ki mila k banti hay;

Pota: 7Years
Baap: 49Years
Dada: 84Years

7+49+84 = 140 (Theek)

Pota kitnay Month ka = 7 x 12 = 84 => Dada ki umer in years (Theek)

Pota kitnay Din ka = 7 x 365 = 2555din => Baap ki umer in weeks [ (49x365) / 7 ] = 2555 (Ye be Theek)

Concerned, Nooh bin Sikander
2helpful
1answer

Ek Dada, Ek Bap, Ek Pota, Tino ki age 140 yers. Pota jitne month ka dada utne sal ka, pota jitne din Ka,.Bap utne week ka, WHAT IS THE SOLUTION?

OK here it is.

Dada is 84 years old (grandfather)

Baap is 49 years old (father)

Pota is 7 years old (grandson)

Check: 84 + 49 + 7 = 140 years

Read below if you want to know how to solve (Its a simultaneous eq. of 3 variables bdw :)):

Let Dada be D years, Baap be B years and Pota be P years

D + B + P = 140 (given)----------------------------- (1)

Constraints:

D = 12P; --------------------------------------------------- (2) 1 year is 12 months; 52 weeks; and 365 days

52B = 365P; --------------------------------------------- (3)

Substitute value of P from (3) into (2) therefore D = (12 * 52/365)B ------------------- (4)

Put (4) in 1 to get

(12*52/365)B + B + (52/365)B = 140

This gives B = 49 years. Put in above eqs to get other values.


9helpful
1answer

Ek dada,ek baap,ek pota,tino ka age 140 years.pota jitne month ka dada utne saal ka,pota jitne din ka baap utne week ka,tino ka age kya hoga?

pota=7
baap=49
dada=84
7+49+84=140

pota jitne mahine ka=7*12=84(dada utne sal ka)
pota kitnee din ka=7*365=2555din
baap ki umar in days (49*365/7)=2555din
ok
7helpful
3answers

Ek nadi ek ladaki ek movie ek phool ka naam batao, in sab ka answer ek hi word hoga

GET UR ANSWER.......
Iska sahi answer "CHANDNI" hai......
chandni naam ki phool aur nadi v hai, agar yakin nahi to google par chandni river aur chandni flower likh ke search maro....
100% answer
From:- Kajal studio subabazar
By:- Amar gupta
contact no:- 09198884280
26helpful
2answers

Wo kya cheez hai? jo saal me 1 bar, Mahine me 2 bar, Hapte me 4 bar aur din me 6 bar aati hai?

"woh kya cheez hai jo saal me 1bar,mahine me 4bar, hafte me 6bar aur din me 2bar aati hai
Not finding what you are looking for?

1,646 views

Ask a Question

Usually answered in minutes!

Top Computers & Internet Experts

Grand Canyon Tech
Grand Canyon Tech

Level 3 Expert

3867 Answers

Brad Brown

Level 3 Expert

19187 Answers

Cindy Wells

Level 3 Expert

6688 Answers

Are you a Computer and Internet Expert? Answer questions, earn points and help others

Answer questions

Manuals & User Guides

Loading...